Photography Halal ya Haram | Abu Zaid Zameer
This Question and Answer is taken from lecture : Ahl-e-Sunnat ka Aqeedah
Organised by :
Islamic Dawah Centre, Hoode, Udupi.
Urdu School Ground, Hoode Udupi.
Date : 4th March 2012
*****************************************************************
Follow Abu Zaid Zameer on Twitter:
Join our YouTube Channel:
For Audio/Video lectures of Abu Zaid Zameer
For Authentic Islamic PDF’s:
Join Abu Zaid Zameer Page on Facebook:
To Purchase Books, Audio/Video CD/DVD:
Please tell me working as photographer for news land or nature as profationol is it allowed or haram???
Mai youtub par video banata hu technology se releted aur mai face k sarh me ata hu to ye sahi hai ya galat
ager face censor kerdiya jaye ta keh logon ko maloom pere keh ahle hadees ehtiaat pasand hein aur aise logon ko bhi yh tasalli mille keh aap log ehtiaat ka pegaam bhi dete hein? kyun keh 100 % jawab nahin hai digital tasweer ko le ker. Deen ki taleem yh hai keh..
1. jis mein shak ho woh chor diya jaye.
2. jis mein ihtilaaf ho tau maamla Allah aur uss ke rasool pe lauta dia jaye.
beher haal, mere ziati khiyal se sheesha aks ko kayed/capture nahin kerta. ager capture kera huwa digital image jahannum mein Allah hamare saamne rakh ker iss mein jaan dalne ka hukum de ga tau kia jaan daal saken gae? Allah behtar janta hai aur taqwe ka yehi taqaza hai keh ehtiaat berti jaye..
walaikum-as salaam warahma-tuLLaahi wa bara-kaatuhu
Jazak Allahu khairan Shaykh.
1] Please let me know, which group/sects you belong too?????????
2] As per I know following groups/sects does video recording for the lectures/dars:
1] Hanfi Deobandi – Hayati
2] Hanfi Deobandi – Mamati
3] Hanafi Barewali
4] Hanafi Tabaleegi Jamaat
5] Dawate Islami
Do you want more names…………….???
Please let me know, if I am wrong.
Please, listen the video again, you will understand it properly. May Allaah help you in this.. Ameen
Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu,
1] Kya Video karne se, aadami mushrik ho jata hai kya ? please answer ????????